Latest Shayari

Koi na samze dil ka ye bate shab hi to hain magar sunta kaha hain...

Kuch to milega sach ke behta ta ek din woh mujhe phir se bhoolaiga aya ek din hawa mujhko bhoolaya esa kuch keh gaya anchu behne laga....

Usme tera ghata mera kuch nahi jaata Ziyada pyaar ho jata to main cheh nahi pata

Mana mene mana kya hain ye zamana patli si ta badal par gehra sa hawa.jana mene jana kya hain ye dunia chiting ki bazar o main shab kuch hain yeha kisi ka ha hasna kisi ka ha runa yesa kiun sacho kya hain ye dunia ki shab kuch mil jata hain pir bhi kumi sa hain apna zindigi jeene main kisi ka q rehe bahana mana mene mana kya hain ye zamana patlisi ta badal par gehra sa hawa

मुझे फिर से पाने की फरियाद न करना रहना दूर मगर फिर से याद न करना यूँ वफा-ए-इश्क से नफरत कर बैठें हैं हम अब मोहब्बत का कोई हमसे इजहार न करना।

कभी हसाता है ये प्यार, कभी रुलाता है ये प्यार, हर पल की याद दिलाता है ये प्यार, चाहो या न चाहो पर आपके होने का, एहसास दिलाता है ये प्यार

Khusi kaha hum to game chahte hain Khusi to unhe DE do jinhe hum chahte hain

Tammanaye bhi meri palkoon Si jhapak jati Hai... Bheed main soonsaan hone ko Hai waqt Thoda... Bulandiyoon main gumnaam hone ko Hai waqt Thoda

Zindagi jaane kis waqt main karwat badal jati Hai Justajoo ke liye waqt hai Thoda... Beerookhi ke liye Aur thoda

Panchi ke par ki tarah Armaanoon ke samandar ki Tarah Vishaal Hai tumhari tamanaaye mere liye Shukriyaa main karoon khuda ki is enaayat Ka Bhatakta yu rahta kaafir ki Tarah Mil Na jate tum banane zindagi ko roshan Beet jati ye zindagi musafir ki tarah

Dhadhkana Dil ne shayad band kar diya Kuch deer Yaad Teri phir bhi aakar chali gayi

Bas ek se hi hamari yari Nahi gaalib Yaad aate hi unki... Neend bhi rukh badal leti hai Sochte hain khaboon main milain unse Le unhe upni aagoosh maain Neend bhi ruswaa Hai unki taraf... Haan bhi to Nahi kehti Na bhi nahi

Baadalon ne aasmaan main aakar yun kayamat dhaayi Hai Jane Kyoun Chaand Na dikha zamin Aur aasmaan main

Zindagi ki daud main Kuch yaar piche reh gaye Nauka ke kuch patwaar piche reh gaye Dil chahe wapas daud kar paa loon unhe Lauta aaoon wo beete hue pal Kuch judte Na judte diloon ke taar piche reh gaye Chera badalne ki chaah main meri Maasoomiyat ke Kuch avatar piche reh gaye Na paa paoon wo pal wo meri pehchaan Ek khushnuma bhule dost ko yaad karoon Aaj Yaadoon ki pankti main jo ek kram vaar piche reh gaye

Kuch dhadhkanain hum sun Na paaye saaloon se.. Kuch aansson chup kar humse sarak gaye gaaloon se.. Shayad reh gayi Kuch kami hamare pyar Main baatain Kuch reh gayi ekraar main to Kuch Intazaar main