Katil Gunah Karke Zamane Mein Reh Gaye, Hum The Ki Aashiqui Bahane Mein Reh Gaye, Pattharon Ka Jawab De Sakte The, Magar Hum Dil Ke Aaine Ko Bachane Mein Reh Gaye..
Pehli Nazar Mein Hi Unse Pyar Ho Gaya, Unse Kuch Kahunga Yeh Sochta Hi Reh Gaya, Jab Aayi Bari Pyar Ka Izhar Karne Ki, Tab Tak Unke Dil Par Kisi Aur Ke Pyar Ka Jadu Chal Gaya.
Rehte Hain Aas-Pass Hi, Sath Nahi Hote, Kuchh Log Jalte Hain Mujhse, Hum Khaak Nahi Hote.
सहमी, डरी हुई, “कमसिन तनख़्वाह” चुपचाप सर झुकाये आ रही थी.. और “किश्त” “बिल” और “खर्चा” नाम के गुंडे सीटी बजा रहे थे!!” आखिरकार “तनख़्वाह” लुट गयी।
Meri Jazbaat Meri Pehchan Hai Woh, Meri Justaju Meri Shaan Hai Woh, Log Kehte Hain Ki Bhuladun Use, Par Kaise Bhuladun Yaaron Meri Jaan Ko, Is Sine Mein Dhadakti Jaan Hai Woh..
khuda ki rehmat sare sansar pe barse, Mere hisse ki rehmat meri jaan pe barse, Ae khuda mujhe bana dena pani , Agar kabhi meri jaan pyas ko tarse..
इतना Attitude मत दिखा पगली, मेरे फोन की बैटरी भी तुझसे ज्यादा Hot है.
वैसे तो हर दिल पर राज करते हैं हम जो रूठ जाये उसे मना लेते हैं हम माना की कम मिलते हैं आपसे हम पर जब भी मिलते हैं मुस्कुरा देते हैं हम.
Ishq to kehte hain rab ki ibadat hai, Kyun bhala izhaar se darte hain log, Halaat ko kabu karne ko kehte hain, Jab ki kisi ka nahi hai is dil pe zor..
Ek Alag Si Pehchaan Banane Ki Aadat Hai Humein, Zakhm Ho Jitna Gehra Utna Muskurane Ki Aadat Hai Humein, Sab Kuch Luta Dete Hai Dosti Mein, Kyunki Dosti Nibhaane Ki Aadat Hai Humein.
कानपुरिया धमाका टीचर (लड़के से) : “काहे बे… कल स्कूल काहे नहीं आए…..??” लड़का : “काहे… कल जौ आये रहें… उनका कलेक्टर बना दिए हो का…??”
Sanam Teri Nafrat Mein Wo Dam Nahi, Jo Meri Chahat Ko Mita De, Ye Mohabbat Hai Koi Khel Nahi, Jo Aaj Hans Ke Khela Aur Kal Ro Ke bhula de.
Maana Ki Naseeb Mein Mere Koi Sanam Nahi, Fir Bhi Koi Shikwa Koi Gam Nahi, Tanha The Aur Tanha Jiye Jaa Rahe Hai, Badnasib To Wo Hai Jinke Nasib Mein Hum Nahi.
Suna hai Ishq ke rang do chaar nahi hazar hote hain, Akshar Naino se baat baar baar hote hain, Pata nahi kyun khamosh rehte hain yeh lafz, Tera ehsaas is Dhadkan ko har baar hota hai.
Kam Karo Asia Ki Pahchan Ban Jaye, Chalo Aise Ki Nisan Ban Jaye, Zindgi To Her Koi Kat Leta Hai Dosto, Jiyo Is Kadar Ki Misal Ban Jaye.
Please Login or Sign Up to write your book.