Aag Dil Me Lagi Jab Wo khafa Hue, Mehsoos hua Tab, Jab Wo Juda Hue, Kar K Wafa Kuch De Na Sake Wo, Per Bahut Kuch De Gaye Jab Wo Bewafa Hue.
जिस जिस ने मुहब्बत में, अपने महबूब को खुदा कर दिया, खुदा ने अपने वजूद को बचाने के लिए, उनको जुदा कर दिया|
मोहब्बत की गवाही अपने होने की ख़बर ले जा… जिधर वो शख़्स रहता है मुझे ऐ दिल! उधर ले जा…
Tumse Mulakat ho, Phir se koi baat ho.. Waqt ki kuch na chale, Na Din dhale, na raat ho.. Zikr gum ka chod kar, Teri-meri baat ho.. Zindagi ko maud dein, Ek nayi shuruaat ho.. Dil ki jab dhadkan thamey, Dil pe tera haath ho.
Dard ka ehsas janna hai to pyar kar ke dekho, Apni aankho me kisi ko utar kar dekho, Chot unko lagegi aansu tumhe aa jayenge, Ye ehsas janna ho to Dil haar kar dekho.
बदलना आता नहीं हमे मौसम की तरह, हर इक रुत में तेरा इंतज़ार करते हैं, ना तुम समझ सकोगे जिसे क़यामत तक, कसम तुम्हारी तुम्हे हम इतना प्यार करते हैं|
Naam to Likh Du Uska… Apni Har Shayari Ke Sath.. Magar Fir #Khayal Aata hai, Masoom Si Hai #Jaan Meri Kahi #Badnaam Na Ho Jaye!
ना दिल से होता है, ना दिमाग से होता है, ये प्यार तो इत्तेफ़ाक़ से होता है, पर प्यार करके प्यार ही मिले, ये इत्तेफ़ाक़ भी किसी-किसी के साथ होता है।
करते हैं हम तुमसे मोहब्बत, हमारी खता यह माफ़ करना, है अगर बदनाम मोहब्बत हमारी, तुम प्यार को बदनाम मत करना।
ज़माने से नहीं, तन्हाई से डरते हैं, प्यार से नहीं, रुसवाई से डरते हैं, मिलने की उमंग है दिल में लेकिन, मिलने के बाद तेरी जुदाई से डरते हैं.
Mana ki kismat pe mera koi zor nahi, Par ye sach hai ki mohabbat meri kamjor nahi, Us ke dil mein, uski yaadon mein koi aur hai lekin, Meri har saans mein uske siwaa koi aur nahi!!
गम ने हसने न दिया, ज़माने ने रोने न दिया! इस उलझन ने चैन से जीने न दिया! थक के जब सितारों से पनाह ली! नींद आई तो तेरी याद ने सोने न दिया!
Phoolon mein , sitaron mein, Yeh haseen aag lagade , Hum chahein to fitrat ka har ek zakhm sajade, Yeh duniya badi nafrat se hume dekh rahi hai, Aao, ise hum pyar ka andaaz batade.
Har aarzoo hamesha adhuri nahi hoti, Sacche rishton mein kabhi doori nahi hoti, Aur jis dil mein Sonam jaisi mehbooba basti ho, Uske liye to dhadkan bhi jaroori hoti hai.
Mohabbat ki zanjeer se der lagta hai, kuch apni taqdeer se der lagta hai, jo mujhey tujh se juda kerti hai, mujhey hath ki uss lakeer se der lagta hai!
Rudra is offline
mahmad is offline
Rahul is offline
Abhieet is offline
sky is offline
Dibyanand is offline
Navi is offline
Barsha is offline
neetu is offline
ninte is offline
sayten is offline
raju is offline
Tirupati is offline
rahul is offline
Abhishek is offline
Please Login or Sign Up to write your book.