Tere pyaar ka sila har haalmein denge, Khuda bhi maange ye dil toh nikaal denge, Agar dil ne kaha tum bewafa ho, Toh is dil ko bhi seene se nikaal denge!!
Jeene ke liye tera ek armaan hi kafi hai, Dil ki kalam se likhi yeh dastan hi kafi hai, Teero talwar ki tujhe kya jarurat hai haseena, Katl karne ke liye teri muskan hi kafi hai.
Zindagi Ke Liye Jaan Jaroori Hai, Jeene Ke Liye Armaan Jaroori Hai, Hamare Paas Chahe Ho Kitne Bhi Gham, Tere Chehre Par Muskan Jaroori Hai.
“Aaj mera har ek pal khoobsurat hai, Duniya se jyada hamein teri jarurat hai.. Kuch bhi kahe ye duniya gum nahi, Kyuki tuhi meri duniya hai."
“Pyaar Jab Milta Nahi Toh Dil Rota Kyon Hai … Agar Khwabon Mein Wo Aaye Toh Insaan Sota Kyon Hai … Jab Yahi Pyaar Aankhon Ke Samne Kisi Aur Ka Ho Jaye … Toh Dil Itna Rota Kyon Hai ..”
"mein ye nhi kehta ki koi tumhare liye dua na mange……. mein bas itna chahta hu ki koi dua mai tumhe na mange."
Dard se dosti ho gayi yaaro, Zindagi bedard ho gayi yaaro. Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara, Duur tak roshni to ho gayi yaaro..
हस्ते दिलो में ग़म भी है , मुस्कुराती आँखे कभी नम भी है , दुआ करते है आपकी हंसी कभी न रुके , क्यूंकि आपकी मुस्कराहट के दीवाने हम भी है.
Ye mana ki bade hi badnam hai hum, Kar jate hai shararat kyuki insaan hai hum, Lagaya na kariye hamari bato ko dil se, Apko to pata hai kitane nadaan hai hum.
आपसे दूर रेहके भी आपको याद किया हमने, रिश्तों का हर फ़र्ज़ अदा किया हमने, मत सोचना की आपको भुला दिया हमने, आज फिर सोने से पहले आपको याद किया हमने.
मेरे दिल ने जब भी कभी कोई दुआ माँगी हे, तब तुझे माँगी और तेरी वफ़ा माँगी हे, जिस प्यार को देख के दुनियावाले जला करते हे, तेरी मोहब्बत करने की वो प्यारी सी अदा माँगी.
मोहब्बत कि ज़ंज़ीर से डर लगता हे, कुछ अपनी तफलीक से डर लगता हे. जो मुझे तुजसे जुदा करते हे, हाथ कि वो लकीरो से डर लगता हे.
ARASH is offline
futbruct is offline
Elispep is offline
Rishabh is offline
Arbaaz is offline
Ramnaresh is offline
ADHITYA is offline
Kamalraj is offline
Rachit Kumar is offline
Hasnain is offline
Dhananjay is offline
Shivam is offline
Pranjal is offline
ngNWRfuUSEGl is offline
Vikipae is offline
Please Login or Sign Up to write your book.