ye dil barbad karke, isme kyo aabad rehte ho koi kal keh raha tha tum Allahabad rahte ho. ye keise sohrate mujhe ataa kar di mere maula me sab kuch bhool jata hu magar tum yaad rehte ho.
Hum ne to saza pai he teri dagai ki, Yaad aati he harpal teri bewafai ki, Badi beshami se gairo ka daman tune tham liya, Ye to bata ke mere pyar me burai kya thi..
Naa Ye Gul Naa Ye Gulistaan Hamaara Hain, Jise Poojte The Naa Wo Farishta Hamaara Hain, Chall Padhe Hai Jiss Manzil Ki Taraf Hum, Naa Wo Manzil Naa Wo Raasta Hamaara Hain!
Raat Chup Hai Magar Chand Khamosh Nahi, Kaise Kahoon Aaj Phir Hosh Nahin, Is Tarah Dooba Hoon Teri Mohabbat Ki Gahrai Mein, Hath Mein Jaam Hai Aur Peena Ka Hosh Nahin.
Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko Chale Jayenge Jab Hum Kabhi Na Vapas Aane Ko Chalega Mehfil Me Jab Zikr Hamara Koi To Tum Bhi Tanhayi Dhundoge Aansu Bahane Ko
Badalne Wale Toh Har Cheez Badal Dete Hain Kamaan Se Nikla Teer Badal Dete Hain Tum Toh Mere Chaar Ansu Na Badal Sake Badalne Wale Toh Taqdeer Badal Dete Hain
Jab Jab Aapse Milne Ki Umeed Nazar Aayi Mere Pairon Mein Zanjeer Nazar Aayi Gir Pade Aansu Aankhon Se Aur Har Aansu Mein Aapki Tasweer Nazar Aayi
कभी कभी मेरे दिल मैं ख्याल आता हैं कि ज़िंदगी तेरी जुल्फों कि नर्म छांव मैं गुजरने पाती तो शादाब हो भी सकती थी। यह रंज-ओ-ग़म कि सियाही जो दिल पे छाई हैं तेरी नज़र कि शुआओं मैं खो भी सकती थी। मगर यह हो न सका और अब ये आलम हैं कि तू नहीं, तेरा ग़म तेरी जुस्तजू भी नहीं। गुज़र रही हैं कुछ इस तरह ज़िंदगी जैसे, इससे किसी के सहारे कि आरझु भी नहीं. न कोई राह, न मंजिल, न रौशनी का सुराग भटक रहीं है अंधेरों मैं ज़िंदगी मेरी. इन्ही अंधेरों मैं रह जाऊँगा कभी खो कर मैं जानता हूँ मेरी हम-नफस, मगर यूंही कभी कभी मेरे दिल मैं ख्याल आता है. ***
Ek bar mere dil mein aake apni mohabbat to dekho, Fir lautne ka irada hum tum pe chhod denge..
Humne Wafa Ki Rah Ko Asan Samajh Liya, Katon Ki Wadiyon Ko Gulistan Samajh Liya, Samajh Mein Kuch Nahi Aata, Hum Isko Aashiqui Kahein Ki Sadgi Kahein, Katil Ko Humne Apana Meharban Samajh Liya..
Pyar Sikha Kar Woh Juda Ho Gaye, Na Socha Na Samjha Bas Khafa Ho Gaye, Ab Kis Ko Hum Apna Kahenge, Woh Bhi Auron Ki Tarah Bewafa Ho Gaye..
Meri Barbadi Par Malal Na Karna, Bhula Dena Mujhe Mera Khayal Na Karna. Teri Khusi Ke Liye Mein Kafan Odh Lun, Par Meri Lash Se Koi Sawal Na Karna.
Bekhabar ho gaye hai kuch log humse, Jo hamari zarurat ko mehsus nahi karte, Kabhi bahut baatein kiya karte the humse, Ab khairiyat tak maloom nahi karte..
Katil Gunah Karke Zamane Mein Reh Gaye, Hum The Ki Aashiqui Bahane Mein Reh Gaye, Pattharon Ka Jawab De Sakte The, Magar Hum Dil Ke Aaine Ko Bachane Mein Reh Gaye..
Pehli Nazar Mein Hi Unse Pyar Ho Gaya, Unse Kuch Kahunga Yeh Sochta Hi Reh Gaya, Jab Aayi Bari Pyar Ka Izhar Karne Ki, Tab Tak Unke Dil Par Kisi Aur Ke Pyar Ka Jadu Chal Gaya.
Malik is offline
Yashasvi is offline
Manoj is offline
NIRANJAN SINGH is offline
Sandeep Kumar is offline
Amit is offline
Rahul is offline
Suraj is offline
Moin is offline
Vineet Kumar is offline
Ankur is offline
firoj is offline
Lakhwinder is offline
Lakpa is offline
Please Login or Sign Up to write your book.