Aaj Hi Sab Batana Chahta Hoon Kya Pta Kal Ho Na Ho! Pehli Dafa Tution gya tha Kaafi Rota Tha Yaar Mai Dadi Ke Pallu Ko Chorta Hi Nhi Tha Madam Se kaafi Darta Tha yaar Mai Bachpan Ki Sharartein Dikhana Chahta Hoon Kya Pta Kal Ho Na Ho! Abbu Bahut Naaraz Rehte The Mujhse Mai School Jane Ke Liye Behad Rota Tha Tution Padne Na Jana Pade Isliye Bahut Dher Tak Sota Tha Achanak Ek Din Abbu ka gussa na Qaabil e Bardast Hogya Aur unhone mujhse rickshaw se uthakar patak diya woh saari kahani Sunana Chahta Hoon Kya pta Kal Ho Na Ho! Bahut Haseen aur Rangeen Zindagi banayi Hai Meri Yeh Sab Mumkin Hua Ha Sath Se Teri Bahut Khushnaseeb Hu Mai Ki Asie Dost Mile Hai Sach Kahu Tou Banjar Zameen Par Bhi Phool Khile Hai I Love you yaaron yeh baatein unko kehna chahta Hoon! Kya Pta Kal Ho Na Ho!
Toote Huwe Khawabon Ko Parakh Kar Dekho... Agar Himmat Hai Tou Khanjar Seenpe Pe Rakh Kar Dekho... Agar Ishq Ya Mohabbat Ka Aehsas Nhi Hai Tumhe... Apne Mehboob Ki Zulfon Mein Uljh Kar Dekho... Tumhe Zindagi Ka Asal Matlab Samjh Aajayega Ishq Mustafa Ki Aag Mein Sulagh Kar Dekho...
arun is online
gulab is online
rehan is online
Shivansh is online
Mahipal is online
Sonu is offline
Musab is offline
Laden is offline
bharat is offline
Dileep is offline
Munna is offline
Rahul is offline
geeta is offline
kamal is offline
vishav is offline
Please Login or Sign Up to write your book.