हर रोज़ पीता हूँ तेरे छोड़ जाने के ग़म में, वर्ना पीने का मुझे भी कोई शौक नहीं, बहुत याद आते है तेरे साथ बीताये हुये लम्हें, वर्ना मर मर के जीने का मुझे भी कोई शौक नहीं.
Na jine ki Khushi Na Marne ka Gam Unse milne ki dua v nhi krte ham Jite h isliye k sayad wo 1din ayenge, Marte isliye nhi ki wo akele reh jayenge!
Hum apna dard kisiko kahte nahi, Wo sochte hai ki hum tanhayi sahte nahi, Ankho se aansu nikle bhi to kaise? Qki sukhe huye dariya kabi bahte nahi.
Mera vajood tere vajood se juda tha Tu mere kawab ka ek ahem pehlu tha Tujse jude mere zindagi ke sapne the Tum hi mere apno se jyada apne the Sath chod ke jana hi agar tha tumhe to Kyu sajoye sapne mere sath jo apne the.
Karu toh kaise karu khud ko kabil tere liye Agar badlu aadate to teri sharte badal jati h Dur karna ho khudse toh koyi tujhse sikhe, Becheni mein teri puri puri raate dhal jati hain Sab tut k bikhar jata h aashiqo ka es daur me Yaha 2-3 hafto me to mashuka tak badal jati h.
रगों में लहू बहता है मेरे पानी नहीं ऐसा तो कोई नहीं जिसकी कोई कहानी नहीं वो सबूत मांगता है उन्ही लम्हों का अक्सर जिनकी यादें तो है मगर निशानी नहीं ले लो मज़ा तुम भी इस मोहब्बत का नई नई है अभी ज्यादा पुरानी नहीं दबोच लो इस ज़िन्दगी को जैसे मछली हो कोई गर फिसल गई ये तो फिर हाथ आनी नहीं ।
ज्यादा देर यूँ एक जगह नहीं रूकता हूँ मैं बंजारों का कभी कोई ठिकाना हुआ है क्या दीवानों की बातें भला कोई समझे तो कैसे दीवानों का कभी कोई दीवाना हुआ है क्या |
यकीन जब कभी खुद टूटने लगता है साथ मेरा ही मुझसे फिर छूटने लगता है हद से ज्यादा तकलीफ होती है तब जब अंदर ही अंदर ज़ख्म फूटने लगता है बहुत रोता है ये दिल चीख चीख कर कोई अपना मेरा जब मुझे लूटने लगता है कुछ इस तरह टूटने लगा हूँ मैं आजकल जैसे शीशा कोई खुद ब खुद टूटने लगता है ।
Pyaari subah teri aur shaam meri ho, Din teri aur raat meri ho, Hasi teri aur udaasi meri ho, Jab maut aaye to yaar sirf, Kabar teri aur usmein laash meri ho.
Ye kasmein ye rasmein ye zamane ka darr, Rulayegi mujhe teri narazgi umar bhar , Bas maangta hun tujhse tujhpe fannah hone ka haq, Chahe dede zehar mujhe ya fir kar mera qatl.
Woh poochti hai, main usse itna pyaar kyun karta hun? Maine kaha, ek tamanna hai tumhe paane ki… Woh Kehti hai har waqt udaas kyun rehte ho? Maine kaha, koshish hai tumhe har Khushi dilaane ki…. Woh Kehti hai Har waqt sochte kyun rehte ho? Maine Kaha, aadat ho gayi hai tumhe khayaalon mein apna banaane ki…. Woh kehti hai main na mili toh? Maine kaha, toh tamana hai ye zindgi mitane ki… Woh Kehti hai tumhe kya milega mrr kar? Maine Kaha ek umeed,hai Agle janam mein tumhe apna banane ki..!!
Wo kehti thi k tumhare bina main mar jaungi, Par wo aaj b zinda hai kissi aur ko yeh baat khene k liye.
Badi hasin thi zindagi, Jab na kisi se mohabbat, Na kisi se nafrat thi, Zindagi mein ek aisa mod aaya ki, Mohabbat ek se hui aur nafrat duniya se ho gayi.
Mohabbat aishi Dharkan hai jo samjhaai nahi jaati, Pyar kaise hota hai ye kisi ko batlaayi nahi jaati. Arrey Dosto! Pyar karna hai na to hamesa apne Dil ki suno, Kyoki jubaan pe Dil ki baichaini laayi nahi jaati.
Uski nazar ko furst na mile hogi, Warna mera marz itna lailaaj na tha, Humne toh wahan bhi mohabbat hi ki , Jahan mohabbat ka riwaaj na tha…!!
arun is online
gulab is online
rehan is online
Shivansh is online
Mahipal is online
Sonu is offline
Musab is offline
Laden is offline
bharat is offline
Dileep is offline
Munna is offline
Rahul is offline
geeta is offline
kamal is offline
vishav is offline
Please Login or Sign Up to write your book.