Kisi din tere nazro se door hojaenge hum,Door fizaaon me kahi kho jayenge hum, Mere yaado se lipatke rone aaoge tum, Jab zameen ko odhke sojaenge hum Its my real shayri LZ
Dil toota to ek awaaz aayi, Cheer ke dekha to ek cheez nikal aayi,, Socha kya hoga is khali dil ka, Jhaak ke dekha to tumhari tasveer nazar aayi// LZ
Ae dil mat kar itni muhabbat kisise, Pyar me mila dard tu sah nahi payega , Tu tootkar bikhar jayega apno ke hatho se,,kisne toda ye bhi kisi se kah nahi payega// Lavi
Zindagi ko mene thukra diya hota, Khudko bhi meeta diya hota, Is dil me yaade hai tumhari, Varna is dil ko bhi jala diya hota@h Lavi Zeenat
Ek dil mere dil ko zakham de gaya , Zindagi bhar jeene ki kasam de gaya, Lakho me se ek fool chuna tha humne, Jo kato se bhi gahri chughan degaya Its my real heart saying Lavi Zeenat Khan
Safar tumhare sath bahot chota tha, Magar yaadgar hogye tum. Ab zindagi bhar ke liye Thukraya tha humne bhi bahotoo ko teri khaatir, Tujhse faasla bhi shayad unki baduaao ka tha !! Lavi zeenat khan mai aj bhi pyar krta hu khush hu sirf tumhara chahra dekh kar
Kardena maaf agar dkhaya ho Dil tumhara, Kya pata kafan me lipta mile, Kal ye uaar tumhara Lavi Zeenat khan
Chale jayenge chup chap ,Hum bhi tere duniya se , Pyar ki kadar karna kise kahte hai Ye tujhe waqt seekha dega!! Lavi Zeenat
Had se zyada khushi ,Had se zyada gam kisi ko mat batao!! Kuki zindagi me log hadse zyada khushi pe nazar zaroor lagaate hai Lavi Ahmad Khan L/Z
Ab mujhe takleef nahi hoti ,chahe mujhe kitni bhi uchaayo se giraya jaye Kuki mujhe un hathon ne dhakka diya hai ,jinpe mai khudse zyaada bharosa karta tha//. Lavi Ahmad Khan L/Z
Ab mujhe taklif nahi hoti chahe jitni uchaayi se giraaya jaye, Kuki mujhe un ankhon ne dhakka diya hai , jinpe mujhe khud se zyaada bharosa tha /// Lavi Ahmad Khan
arun is online
gulab is online
rehan is online
Shivansh is online
Mahipal is online
Sonu is offline
Musab is offline
Laden is offline
bharat is offline
Dileep is offline
Munna is offline
Rahul is offline
geeta is offline
kamal is offline
vishav is offline
Please Login or Sign Up to write your book.