वो पिला कर जाम लबों से अपनी मोहब्बत का, अब कहते हैं नशे की आदत अच्छी नहीं होती।
Har Baat ka Koi Jawab Nahi Hota… Har Ishq ka Naam Kharab Nahi Hotaaa.. Yuh to Joom Lete Hai Nashe me Pine Wale Magar Har Nashe ka Naam Sharab Nahi Hota…
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hai.. Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai.. kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai……. hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai…
Ham Tod Lete Agar Wo Ek Gulaab Hoti, Ham Javaab Bante Agar Wo Savaal Hoti, Sab Ko Pata He Ki Ham Nasha Nahi Karte, Phir Bhi Pee Lete Agar Wo Sharaab Hoti.
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya, Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya, Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya.
Hamesha Yad Ati Hai Unki, Aur Mood Ho Jata Hai Kharab, Tab Hamesha Lekar Baithe Hai Hum, Ek Hath Me Kalam Aur Ek Hath Me Sharab.
Yaaron Ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai, Khulne Se Pehle Botal Hilaayi Jati Hai, Fir Awaz Lagayi Jati Hai Aa Jao Tute Dil Walo, Yeh Dard-E-Dil Ki Dawa Pilayi Jati Hai.
Gham Is Kadar Mila Ki Ghabra Ke Pee Gaye, Khushi Thodi Si Mili To Mila Ke Pee Gaye, Yun To Naa Thi Janam Se Peene Ki Aadat, Sharab Ko Tanha Dekha To Taras Khaa Ke Pee Gaye.
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya, Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya, Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Choo Liya, Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya.
Dard Ki Mehfil Me Ek Sher Hum Bhi Arz Kiya Karte Hai, Na Kisi Se Marham Na Duaon Ki Ummed Kiya Karte Hai, Kayi Chehre Lekar Log Yaha Jiya Karte Hai, Hum In Aasunao Ko Ek Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai.
Ek Jahan Maanga Tha Jisme Bahot Saara Pyar Mile, Magar De Diya Mehkhana Jahan Bahot Saari Sharab Thi Ek Kandha Maanga Tha Jiska Mujhe Sahara Mile, Magar De Di Zindagi Jahan Duniya Bhar Ki Tanhai Thi.
Kuch Log Peete Hain Gam Bhoolane Ko, Kuch Log Peete Hain Koi Aur Gam Bhoolaane Ko, Par Ai Dost Ye Kya, Hum To Mahoal Na Milane Ke Gam Mein Peete Hain.
Log Peete Hai Sharab Mehkhane Ja-Ja Kar, Jo Do Pal Mein Utar Jayegi, Humne To Pee Hai Apne Mehboob Ki Aankho Se, Jo Umar Bhar Naa Utar Payegi.
arun is online
gulab is online
rehan is online
Shivansh is online
Mahipal is online
Sonu is offline
Musab is offline
Laden is offline
bharat is offline
Dileep is offline
Munna is offline
Rahul is offline
geeta is offline
kamal is offline
vishav is offline
Please Login or Sign Up to write your book.