Chalakti Hain Aankhen Tujhe Yaad Karke Tadapta Hai Ajmal Fariyaad Kar Ke
Ajmal wafa Na Karna Is Daur e Bekasi Me. Deta Nahi Hai Koi Yahan Par Kisi Ka Sath
Mere ashqon ke daman me mere gam ki kahani hai.. Nahi hu bewafa yaaro jahan ki badgumani hai.. 1.. jahan wale zamane me mere hi muntazir honge.. Lage hain zakhm jo dil par ye unki meharbani hai.. 2..karoon shikwa kahan ja ke main apni badnaseebi ka Meri bigdi hui kismat ki yaaro ye nishani hai.. 3..bichhad kar unse ab meri mulalaten nahi mumkin... Bhala kaise main rokoonga jo ashqon ki rawani hai.. 4.. main tanha ye safar ajmal bhala kaise guzaroonga. Suno tum aye jahan walo ye meri hi kahani hai...
Wo Rootha Rahe Mujhse Ye Manzoor Hai Lekin. Yaron Use Samjhao Wo Mera Shaher Na Chhode
Jafa Ki Aag Tham Jaaye Fakhr Toote Kabhi Ajmal. Chale Aana Mere Ho Kar Main Maazi Fir Bhula Doonga
arun is online
gulab is online
rehan is online
Shivansh is online
Mahipal is online
Sonu is offline
Musab is offline
Laden is offline
bharat is offline
Dileep is offline
Munna is offline
Rahul is offline
geeta is offline
kamal is offline
vishav is offline
Please Login or Sign Up to write your book.