Accha sila diya tune mere aitbaar ka..! Lagta hai ye zindagi bhi koi zindagi hai..! Bahut khoob samjha tumne humain,' Lagta hai ye jina bhi kya zindagi hai..!
Jo dard diya tune, kyu diya..! Hum bhi the kabh haste khelte..!
Kehne ko to tum hamare the par nahi..! Wo lamhe saath guzaare the par nahi..! Tum the yahaa par nahi the yahaa.. Jo bhi tha wo kisi aur ke liye, humaare liye nahi..!
Aaj phir teri yaad aayee...! Wo teri bholi surat yaad aayee..! Bahut kuch kahaa tha tumne apne baare mai, Saath aate hi ek dam badle nazar aaye..! Soch rahe hai is lambe waqt mai ab to reham aayega tumhe, Afsos, tum to apni purani yaado se nikal hi na paaye..! Kehte hai agar aap sache ho to sab acchha milta hai, Ye achha hai kya jo Hamaari kismat mai tum aaye..! Kehne ko to humai samajhne ka dam bharte ho, Jab wqt aaya to tum sabse pehle door khade nazar aaye..!
Kaash tujhe pataa hota tune kya kiya hai ! Jitna dard humain diya hai, humari khataa kya hai ! Khataa ki humnaein itni si chaaha dilo jaan se tujhe, Kyu humein chhod ke kisi aur ka haath thaama hai ! Yu to humare jazbaato ko samajhne ka dum bharte ho, Tumhi bataao ye kyu kiya tumne, ye sab kya hai...!
arun is online
gulab is online
rehan is online
Shivansh is online
Mahipal is online
Sonu is offline
Musab is offline
Laden is offline
bharat is offline
Dileep is offline
Munna is offline
Rahul is offline
geeta is offline
kamal is offline
vishav is offline
Please Login or Sign Up to write your book.